Adsense

Tuesday, 11 October 2011

Surat Al-Ahzab-V-63 " "



From: Jhangir Muhammad <jhangirmd@ymail.com>
Date: Mon, Oct 10, 2011 at 11:32 AM
Subject: Re: █▓▒░░▒▓█ " " Surat Al-Ahzab-V-63 " "
To: "mshoaibtanoli@googlegroups.com" <mshoaibtanoli@googlegroups.com>


Ek Taraf Hadees kaheti hain hum sub log 73 firqho mey taqseem ho jayenge. 
Taqseem hone ka Matlab hamari (unity) ethehaad bhi taqseem ho rahi hain.
es ethehaad ke maamle mey musalmaan ka maashira tho din pe din bigad tha jaa raha hain. aur Yahood key taqath din pe din mazbooth ho rahi hain. Aaj har Mazhub ka Aadmi Islam ka Dushman ban raha hain.

Quran E Majeed kahethi hain Yahood aur Nasara Aapas mey Dost hain. (Example Israel aur USA)
Tareeq Gawha hain:-
Aaj Yahood ko Nasara se koyee problem nahi hain
Nasara ko Yahood sey koyee problem nahi hain.
Hindu log ko dono mazhabo sey koyee problem nahi hain
Lekin Sub Mazhab ke log ek taraf hokar (unity) Musalmaan ke khilaaf hain.
Puri Zindagi mey Aap ney kabhi nahi suna hoga ke 
Ram key parastish karne waala aur Lakshmi ya Sai Baaba key parasthis karne waala apne apne yaqeedo ko ley kar aapas mey ladhte aur jhagadte hain.
Jitna hum log aapas mey jhagadte hain koyee mazhab ke log aapas may nahi jhagadthe. (Ex: Middle East ke Jhagde).

Shaik sahib Bolne walaa jaanwar aayenga Quran kahe thi hain. lekin bolne waale Darqth aayenge Quran nahi kahethi.
Ek taraf aapas mey Muslmaano ke ladayi jhagde.
Kidhar sey aap ko Fatha karne key Umeed Nazar Aarahi hai. (Ex: KSA Sirf ek Yahood aur Nasara Muluk USA key Suntha hain.
Kisi aur Musalmaan mulk mey dhaqhal thak nahi detha. (Ek aur Example France mey Burqha ban hogaya. Quran ko Jalaaya Gaya. Allah ne KSA country ko kitna Maal sey nawaaza hain, phir bhi KSA UNO sey ek appeal tak nahi kara.

Aur bolne waale Daraqt key baath Quran mey dhoor dhoor tak ishaara tak nahi hain.
Ab aise haalaath mey Hadees waazey hone key gunjaaish hain?
Allah kahete hain qhayamath ka waqt muqarrar hain, tho kya ab Allah intezaar karte rahega ke kab musalmaan Yahood par Fatha karega?


Quran kahethi Qhayamath bohut kareeb hain, aur log kathe hain kaha kareeb hain? Kyon ke Abhi Isaa (A,S) Dajjal, Mehedi ka duniya mey aana baaqi hain.
Aur my kahetha hoon Musalmaa Yahood par Fatha kare ya na kare.  Allah ne Waqt ko Qhayamath ka waqt ko mukharrar kardia hain.

Ab Allah khud bhi chahakar apna iraadha change nahi kar sakthe.
Kyon ke Allah Taala jab ek baar commit hogaye tho apni khud key marzi bhi nahi chalaate..
Jo date aur time Allah ne fix kar rakha hain Qhayamath tho usi waqt par aana he hai.
Ab Musalmaan Yahood par Fatha kare ya na kare kya faraq padtha hain?

Ab rahi baath hadeeso key:-

Aap Hadees ko Chodthe Nahi
Aur My Hadees ko Pakadta Nahi.

Lekin hum sub ka maqsad tho jannath mey jaane ka hain.
Faraq ithna hain aap Quran+ Bukhari  ko pakad kar jaana chahate hain.
Aur My sirf Quran ko pakad kar jaana chahata hun.
Ab Allah ne Quran ke baadh aane waali koyee kitab ka zikar nahi kiya
isiliye my koyi aur kitaab ka wajood zaroori nahi samajtha.

Agar Saalun mey Chipkali (Lizard) Girgayi tho Lizard ko phayk kar baqi ka Saalun Nahi khate
Pura Saalan kachre mey phayk deytey.

Isiliye my ye Sahi Hadees aur Zaeef Hadees ke chakkar mey nahi padha. Pure Hadeeso ko Inkaar kar diya.
Hamari guftagoo tho kabi  khatam hone wali hai nahi. Chalte rahegi, aur koyee baath nahi chalte rahene dijiye.

Allah Hafiz
Jhangir.


From: Asan Deen <khshaikh1999@gmail.com>
To: mshoaibtanoli@googlegroups.com
Cc: "khmahmood@se.com.sa" <khMahmood@se.com.sa>
Sent: Saturday, October 8, 2011 9:46 AM
Subject: Re: █▓▒░(°TaNoLi°)░▒▓█ " " Surat Al-Ahzab-V-63 " "

WaAlaikum AsSalam wra
Jahangir Sb., Quran o Ahadith jo aap naey paish ke haen,, aap ko kahan contradiction nazar aaee,,, thora sa ghore to Karen Quran ki ayah per aur Ahadith kay alfaaz per… Qayamat kab aaey ge, yehani woh lamah, woh ghari,, jo ke maqarrar ha,,, iss ko siraf Allah (Subhana Wa Ta'la jaantay haen),,, Nabi (Sallal Allah o Elae WaSallam) woh hour/ghari to nahen bayan farma rahay balkeh,, uss kay qareeb ki kutch nishanian bayan farma rahay haen,,, yahni jab aisi nishania zahir hoon gi,,, to samjna ke ab Qayamat ki Ghari qareeb hee ha,,, to iss say kahan contradiction hooi????
(and Allah (Subhana Wa Ta'alla knows best)
Regards
KhShaikh

On Thu, Oct 6, 2011 at 12:33 PM, Jhangir Muhammad <jhangirmd@ymail.com> wrote:
Assalam Alaikum Wa Rahmath Ullahi Wa Barkatahu
Pyare Islamic Bhayion.

Rubina Jee ney Quran-E-Majeed key Ek Pyari Ayath Quote kiya hain.
Surat Al-Ahzab-V-63. sey hamey kuch points patha chal rahe hain
  1.  Qhayamat kabhi bhi kisi bhi waqt jab Allah chahe Aa sakti Hain.
  2. Iska Ilim Allah Hi Ko Hai  Es Ayaht mey ek Qhas khisam ka word use kiya hain "Allah Hi Ko"  Ye Ayat hame Daaway ke saat ishara karti hain ke Qhayamat kab aane wali hain Ye Ghayib ka Ilim apne Huzoor (SAW) ku bhi nahi malum tha.Akeley Allah ko ich Malum.
  3. None can reveal its time but He-7:187.  Word None  ka Matlab "One and only Sirf Allah" Es Ilim ke mamley may Yaha tak ke Huzoor (SAW) bhi count may nahi aasakthe the.
  4. Agar Qhayamat kab aane waali hain Jab Huzoor (saw) ku bhi nahi maalum tha, Tho apne pass Qhayamat ke Asaar ke Muthaliq Apne Huzoor key baath hain bolke Jhute Hadeeso ka bhandhar kaha sey aaya?.
79:42. They ask you (O Muhammad (Peace be upon him)) about the Hour, - when will be its appointed time?
43. You have no knowledge to say anything about it.

"Verily the knowledge of the Hour is with Allah (alone)"[Surah Luqmaan (31): Verse 34]
 
"They ask you about the hour, when will be its appointed time? Say: The knowledge of it is `Only' with my Lord"[Surah Al-A'raf (7):187]
 
Ab Hawalon ke Saath Sahi Muslim aur Bhukhari key aapas may Takraathi Ek contradict Galath Hadees ka Example Dekho:-

Ab Ye Hadees Sahi Muslim Hain? Ya Galath Muslim Hai? Es ka Nichod check karo.

Sahi Muslim. Book No: 41
Name of the Book: The Book Pertaining to the Turmoil and Portents of the Last Hour (Kitab Al-Fitan wa Ashrat As-Sa`ah)

Sahih Muslim :: Book 41 : Hadith 6985.
Book 41 Kitaab ka Naam: Fitno aur Qhayamat key Nishaniyo ka Bayano Key Kitab.

Abu Hurairah radi allaho anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallaho alaihey wasallam ne farmaya Qayamat qayam na hogi yahan tak ki musalman yahudi se ladengey phir musalman unko Qatl karengey yahan tak ki yahudi kisi paththar ya darakht ki aad mein chupega to wo paththar ya darakht bolega eh Musalman Eh Allah ke bandey ye mere peechey ek yahudi hai aa aur usko maar daal , magar garqad ka darakht (ye ek kaanetydaar darakht hai jo baitul muqaddaas ki taraf bahut hota hai) nahi bolega wo yahudi ka darakht hai. (Hadith 6985..)

Kal kya hone wala hain Jab Huzoor ku kuch nahi malum tho "Qayamat qayam na hogi" aisa Saqht word Abu Hurairah kaisa use karsakte? Abu Hurraira Islam khubool karne ke baad Huzoor ke saath poore theen saal ka waqt bhi nahi bithaye.
Ab tho sirf do hi baathey ho sakthi hain ya tho kahene wala galath hain ya likhne waala ghalat hain.  

[Sahih al-Bukhari, Vol 6, Book 60, Hadeeth No: 219 ]

A 180 degrees contradict Hadith to the above Sahi Muslim Hadith
"The Hour is one of five things which nobody knows except Allah. Verily, the knowledge of the Hour is with Allah (alone).

Bottom Line
Allah azaab dene par uthar aaye tho kuch Asaar ka waiting nahi karte.
Uno bana liye so duniya hai unki Marzi mey jab aatha qhayamat jab ich aathi.
کہہ دو کہ میں کوئی نیا پیغمبر نہیں آیا۔
اور میں نہیں جانتا کہ میرے ساتھ کیا سلوک کیا جائے گا .
اور تمہارے ساتھ کیا (کیا جائے گا).
میں تو اسی کی پیروی کرتا ہوں جو مجھ پر وحی آتی ہے اور میرا کام تو ہدایت کرنا ہے (46:9)
Jhangir
6:38 = We have neglected nothing in the Book
16:89 = The Book We have revealed to you explains everything
39:23 = Allah has sent down the best Hadith
Hence forth 6:155 = Follow this Book (Quran)
 

From: Rubina Yasmeen <rubina_yas@yahoo.com>
To: Rubina_Yas@yahoo.com
Sent: Thursday, September 15, 2011 10:08 PM
Subject: █▓▒░(°TaNoLi°)░▒▓█ " " Surat Al-Ahzab-V-63 " "



Assalam Alaikum Wa Rahmath Ullahi Wa Barkatahu
Bismillahir Rahmanir Raheem
In The Name Of Allah, Most Gracious, Most Mercif



.


33:63


People  Ask  You  Concerning  The   Hour. Say," Knowledge  Of  it  is Only  With Allah . And  What  May  Make  You  Perceive? Perhaps  The  Hour  is   near."

لوگ تم سے قیامت کی نسبت دریافت کرتے ہیں (کہ کب آئے گی) کہہ دو کہ اس کا علم
خدا ہی کو ہے۔ اور تمہیں کیا معلوم ہے شاید قیامت قریب ہی آگئی ہو

Log Tum Se Qiyamat Ki nisbat Daryaft KarteHain( ke kab Aayegi Keh Do Ke Iska Ilm Khuda Hi Ko Hai Aur Tumhe Kya Maloom hai Shayed Qiyamat Qareeb Hi Ho

**********************
Aapki Dua Ki Talib
Mrs Rubina Yasmeen

***********************
Join My Group

                                                             
 
 

 
My Lord! Grant Me That I Should Be Grateful For Thy Favor Which Thou hast Bestowed On Me And On My Parents, And That I Should Do Good Such As Thou Art Pleased With, And Make Me Enter,
By Thy Mercy, Into Servants, The Good One
 
 
 .
 


  



--
پاکستان کسی بھی پاکستانی کے لئے اللہ کی سب سے بڑی نعمتوں میں سے ایک ہے. آج ہم جو بھی ہے یہ سب اس وجہ پاکستان کی ہے ، دوسری صورت میں ، ہم کچھ بھی نہیں ہوتا. براہ مہربانی پاکستان کے لئے مخلص ہو.
 
* Group name:█▓▒░ M SHOAIB TANOLI░▒▓█
* Group home page: http://groups.google.com/group/MSHOAIBTANOLI
* Group email address MSHOAIBTANOLI@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to
MSHOAIBTANOLI+unsubscribe@googlegroups.com
*. * . * . * . * . * . * . * . * . * . *
*. * .*_/\_ *. * . * . * . * . * . * . * . * .*
.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨)
(¸.•´ (¸.•` *
'...**,''',...LOVE PAKISTAN......
***********************************
 
Muhammad Shoaib Tanoli
Karachi Pakistan
Contact us: shoaib.tanoli@gmail.com
+923002591223
 
Group Moderator:
*Sweet Girl* Iram Saleem
iramslm@gmail.com
 
Face book:
https://www.facebook.com/TanoliGroups


--
پاکستان کسی بھی پاکستانی کے لئے اللہ کی سب سے بڑی نعمتوں میں سے ایک ہے. آج ہم جو بھی ہے یہ سب اس وجہ پاکستان کی ہے ، دوسری صورت میں ، ہم کچھ بھی نہیں ہوتا. براہ مہربانی پاکستان کے لئے مخلص ہو.
 
* Group name:█▓▒░ M SHOAIB TANOLI░▒▓█
* Group home page: http://groups.google.com/group/MSHOAIBTANOLI
* Group email address MSHOAIBTANOLI@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to
MSHOAIBTANOLI+unsubscribe@googlegroups.com
*. * . * . * . * . * . * . * . * . * . *
*. * .*_/\_ *. * . * . * . * . * . * . * . * .*
.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨)
(¸.•´ (¸.•` *
'...**,''',...LOVE PAKISTAN......
***********************************
 
Muhammad Shoaib Tanoli
Karachi Pakistan
Contact us: shoaib.tanoli@gmail.com
+923002591223
 
Group Moderator:
*Sweet Girl* Iram Saleem
iramslm@gmail.com
 
Face book:
https://www.facebook.com/TanoliGroups

--
پاکستان کسی بھی پاکستانی کے لئے اللہ کی سب سے بڑی نعمتوں میں سے ایک ہے. آج ہم جو بھی ہے یہ سب اس وجہ پاکستان کی ہے ، دوسری صورت میں ، ہم کچھ بھی نہیں ہوتا. براہ مہربانی پاکستان کے لئے مخلص ہو.
 
* Group name:█▓▒░ M SHOAIB TANOLI░▒▓█
* Group home page: http://groups.google.com/group/MSHOAIBTANOLI
* Group email address MSHOAIBTANOLI@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to
MSHOAIBTANOLI+unsubscribe@googlegroups.com
*. * . * . * . * . * . * . * . * . * . *
*. * .*_/\_ *. * . * . * . * . * . * . * . * .*
.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨)
(¸.•´ (¸.•` *
'...**,''',...LOVE PAKISTAN......
***********************************
 
Muhammad Shoaib Tanoli
Karachi Pakistan
Contact us: shoaib.tanoli@gmail.com
+923002591223
 
Group Moderator:
*Sweet Girl* Iram Saleem
iramslm@gmail.com
 
Face book:
https://www.facebook.com/TanoliGroups


--
پاکستان کسی بھی پاکستانی کے لئے اللہ کی سب سے بڑی نعمتوں میں سے ایک ہے. آج ہم جو بھی ہے یہ سب اس وجہ پاکستان کی ہے ، دوسری صورت میں ، ہم کچھ بھی نہیں ہوتا. براہ مہربانی پاکستان کے لئے مخلص ہو.
 
* Group name:█▓▒░ M SHOAIB TANOLI░▒▓█
* Group home page: http://groups.google.com/group/MSHOAIBTANOLI
* Group email address MSHOAIBTANOLI@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to
MSHOAIBTANOLI+unsubscribe@googlegroups.com
*. * . * . * . * . * . * . * . * . * . *
*. * .*_/\_ *. * . * . * . * . * . * . * . * .*
.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨) ¸.•*¨)
(¸.•´ (¸.•` *
'...**,''',...LOVE PAKISTAN......
***********************************
 
Muhammad Shoaib Tanoli
Karachi Pakistan
Contact us: shoaib.tanoli@gmail.com
+923002591223
 
Group Moderator:
*Sweet Girl* Iram Saleem
iramslm@gmail.com
 
Face book:
https://www.facebook.com/TanoliGroups

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.